Tuesday, April 12, 2011

adhinuk yug mei bhartiya sanskriti par maya ki mahima

kyon girne lagi hai bhartiya sanskriti ki dhaal...........kyonki

aaj ka yug karne laga hai sirf rupiyo paise ki baat..................

dikh raha kyon har taraf ye maya ka jaal.........................................

har shaks udaa raha aaj kal jaise- paiso ka gulaal.....................


har rishto ko kyon bhulte jaa rahe hum log...............

kyonki lagne lagi hai aajkal rishto mei bhi paise ho hodd...........

har taraf kyon mach raha hai ye khoon kharaaba aur atyachaar......

kyonki bharat mata ki bhoomi par ho rha hai ye bhrashta-achaar


ab kahat naya kabeer ......koi naya avtara hoye, jo isko liyo sambhaal ,

ni to ye bharat k din dooro nahi jab ye hoye jaaye than- than gopaal